Friday, 29 March 2024 »  Login
in

Mehfil-e-Bait Baazi

And for all those who believe Hyderabad is really south of the Musi and the rest is all bunkum, here's the capital of fullhyd.com!

Moderator: The Moderator Team

Mehfil-e-Bait Baazi

by Tumhara apna » Sat May 25, 2002 12:30 am

Chalo Karen Bait Baazi:

JIS QADAR JOOTEY PADEY AARAAM HAI
AASHIQI BE-GHAIRTI KA NAAM HAI

KHOOB HAIn AAnKHEIn TIREE CHOTI BADI
EK HAI AKHROT IK BAADAAM HAI
Tumhara apna
Guest
 

Mehfil-e-Bait Baazi

by Lacchu Maharaj » Sat May 25, 2002 12:30 am

Chodney jo bhaita us butey be-peer ko, josh hi josh mein cheer di doosri naqcheer ko, marey dard ke chilla uthe aur boley ashiq e dilgeer ko, arey kaise teerandaaz ho, seedha to karlo teer ko
Lacchu Maharaj
Guest
 

Mehfil-e-Bait Baazi

by Gustaaq Dehlvi » Sat May 25, 2002 12:30 am

Dene ko usne di mujhe, lekin adee ke baad,,,,main pahle hi jhad gaya, woh do ghadi ke baad,,,,mujh se yeh fasaan mere hamsafar na pooch,choti ko kaise choda maine badi ke baad
Gustaaq Dehlvi
Guest
 

Mehfil-e-Bait Baazi

by bhaimiya (ex-udhas) » Sat May 25, 2002 12:30 am

Fareb rafta ka jab bhi kheeyal aya hey, zameer samney sharminda hall aaya hey, baqa key saat fana ka sawal aaya hey, her ek urooj ko lazim zawaal aaya hey, nazar nazar mein chamak hey nafs nafs khusbo, yeh kis ki yaad hey ki ka kheyal aaya hey, bhikar na jaye kaheen aetemad ka rishta, taluqat key sheeshey mein baal aaya hey
bhaimiya (ex-udhas)
Guest
 

Mehfil-e-Bait Baazi

by bhaimiya (ex-udhas) » Sat May 25, 2002 12:30 am

\"PHOOL KI FARYAAD\"
\"Kya khata thi meri zalim toney kyon toda mujhey, kyon na meri umar hi tak shaaq per choda mujhey, janta agar is hansi ki dard nak anjaam ko, mein hawa key gud gudaney sey na hansta naam ko, shaaq ni aagosh mein kis lutf sey paala mujhey, to ney milney key liye bistar pey la dala mujhey, tuney meeri jaan li dam bhar ki zeenat key liye, ki jaafa mujh per faqt thodi sey farhat key liye, dekhar merey rang ki haalat badal janey pey hey, patti patti ho chali bey aab murjhaney pey hey, jis ki ronak tha mein bey ronak woh dalli hogayee, heif hey bachey sey maa ki ghod khalee hogayee, titliyan bechien hongee jab na mujhey ko payeingi, gham sey bhonrey royiengey aur bulbulien cheelaigee, doodh shabnam ney pilaya tha, mila woh khaak mein, kya khabar thi key hey bey raham gulchein taak mein, meher kheta hey meri kirno ki sab mehnat gayee, mah ko gham hey key meri de hoyee rangat gayee, deedey heeran hey kiyaree, baghbaan key dil pey daag, shaaq roti hey key hey hey gul huwa mera cheerag, mein bhi faani to bhi faani sab hein faani duhar mein, ek kheeyamat hey magar marg jawani duhar mein\"
bhaimiya (ex-udhas)
Guest
 



Return to Dakhni-Mehfil - The Old World Hyderabad

Who is online

Users browsing this forum: No registered users and 11 guests

cron
ADVERTISEMENT
SHOUTBOX!
{{todo.name}}
{{todo.date}}
[
]
{{ todo.summary }}... expand »
{{ todo.text }} « collapse
First  |  Prev  |   1   2  3  {{current_page-1}}  {{current_page}}  {{current_page+1}}  {{last_page-2}}  {{last_page-1}}  {{last_page}}   |  Next  |  Last
{{todos[0].name}}

{{todos[0].text}}

ADVERTISEMENT
This page was tagged for
hyderabad 4 best baazi
Follow fullhyd.com on
Copyright © 2023 LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. All rights reserved. fullhyd and fullhyderabad are registered trademarks of LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. The textual, graphic, audio and audiovisual material in this site is protected by copyright law. You may not copy, distribute or use this material except as necessary for your personal, non-commercial use. Any trademarks are the properties of their respective owners.