Meri nazar mein PYAR kuchh is tarah bayaan kiya jaata hai...
Har nazar mein ek kashish hoti hai, Har dil mein ek chahat hoti hai, Mumkin nahi hai har kisi ke liye tajmahal banana, Har dil mein par, ek mumtaz jaroor hoti hai!!
Aaj tak koi bhi love ko technically define nahi kersaka lakin her koi forms of love ki baat kerta hai aur wohi love ka definition samajhta hai. jahan tak mera khayal hai "Jo khubiyan khud ke paas nahi lekin use pasand hai jab wo kisi main dekhta hai to love kerta hai"ye khareebi definition ho sakta hai.