Friday, 29 March 2024 »  Login
in

Bait Bazee

And for all those who believe Hyderabad is really south of the Musi and the rest is all bunkum, here's the capital of fullhyd.com!

Moderator: The Moderator Team

Bait Bazee

by Bhaimiya » Mon Jul 01, 2002 12:30 am

Saira: Welcome, toh aapney hamey dhoond hi liya - bahut khoob. Wesey aaj kal koyee site nahee hey, maloom honey per bataonga.
Bhaimiya
Guest

Bait Bazee

by Bhaimiya » Mon Jul 01, 2002 12:30 am

Karab sey inteshaar sey niklo, Zaat key khalshar sey niklo, Hey aqb mein jahan nadeeda, Manzar aashkhaar sey niklo, Dushmani ka agar hey andesha, Doston ki khataar sey niklo
Bhaimiya
Guest

Bait Bazee

by Bhirr Ustaad » Tue Jul 02, 2002 12:30 am

Nikalna khuld sey aadam ka suntey aaye hain lekin
Bohot be-aabroo hokar terey koochey se hum nikley
Bhirr Ustaad
Guest

Bait Bazee

by Bhirr Ustaad » Tue Jul 02, 2002 12:30 am

nikalna dum ka tha ek din zaroori is liye humney

subeh-dam baam par beparda uski deed hi karli
Bhirr Ustaad
Guest

Bait Bazee

by Faisal » Tue Jul 02, 2002 8:28 pm

Phir bequdi mein hadh se Guzarne laga hoon mein
Itna na mujh se pyaar karo mein Nashe mein hoon.
Faisal
Guest

Bait Bazee

by Saira » Wed Jul 03, 2002 12:47 am

voh yek hi chehra tu nahin sare jahan main...jo doooor hai voh dil se utar kyon nahin jata / voh khwab jo barson se ne chehra na badan hai...voh khwab havaon main bikhar kyon nahin jata
Saira
Guest

Bait Bazee

by Bhaimiya » Wed Jul 03, 2002 2:12 pm

Ek deewar ney udkar mera raasta rok diya, Mujhey to khawabon ki sarhad sey aagey jana tha, Jin yaadon key har manzar sey ek lahma mansoob, In yaadon key pas manzar mein ek zamana tha, Jurm khawab sey ruswa Akbar zam khargoshee, Kachwey ko dheerey dheerey chaltey jana tha
Bhaimiya
Guest

Bait Bazee

by Radha » Wed Jul 03, 2002 3:39 pm

Muddatein Beet Gayeen Khwab Nahi AAte === Be- Adab Hain, Inhe Aadaab Nahi AAte === Meri Aankhoan tumhe Rone Ka saliqa Bhi Nahi === Roz Dariyaon main Sailab Nahi AAte.
Radha
Guest

Bait Bazee

by Bhaimiya » Wed Jul 03, 2002 4:34 pm

Tahat-e-shaoor ki mehrabon sey kitney rang jhalaktey hein, Apni hee neend sey koyee khawab churana chawoonga, Woh kirney jo deewaron key sayon mein madfoon hoyee, Inko phir sey zinda karkey baher lana chawoonga
Bhaimiya
Guest

Bait Bazee

by \"BM\" » Sat Feb 22, 2003 8:19 pm

Aatish kudey mein waqt key ahsaas jal gaye, dil key sabhi yaqeen sabhi wiswaas jal gaye.
\"BM\"
Guest

Bait Bazee

by Saira » Mon Feb 24, 2003 12:20 pm

ye hamari hi badolat hain kuchh aasare hayat..hum jo mahfil se chale jayen tu kya rakha hai
Saira
Registered User

Bait Bazee

by \"BM\" » Sat Apr 19, 2003 4:41 pm

Yeh kya key in aankhon mein koyi khawab nahi, Yeh kya key ab is baher mein ghardaab nahi, Karni hogi lahoo mein halchal pedda, Kamyaab sahi khushi pey nayaab nahi.
\"BM\"
Guest

Bait Bazee

by Hyd, Shayer » Sun Apr 27, 2003 4:11 pm

Yeh butaaney asr-e-hazir key baney hein madersey mein, Na adaye kaferana! na tarashey aazrana!
Hyd, Shayer
Guest

Bait Bazee

by \"BM\" » Tue Apr 29, 2003 2:12 pm

Ajab nahi key yeh seylaab-e-gham sey bach nikley, Jo khawab dekhey hein dil ney ager woh sach nikley.
\"BM\"
Registered User

Bait Bazee

by Shayer-E-Mashriq » Thu May 01, 2003 3:58 pm

Yeh mashat-e-khaak \' yeh sir sir \' yeh wasat-e-aflaak, Karam hey ya key sitam \' teri lazzat-e-aeijad.
Shayer-E-Mashriq
Guest

Bait Bazee

by Jigar Hyderabadi » Sat May 03, 2003 11:19 am

Mohabbat nehi to tanaffur hi sahi,

Mere jigar ke peywasteh to aa,

Teri maddahon ki anjuman mein,
Mujhe rulane ke lie hi to aa
Jigar Hyderabadi
Registered User

Bait Bazee

by Shouq » Sat May 03, 2003 11:30 am

Naiee hain manzillain ab to

Naye hain raastay Har Soo

Palat kar dekhnay ki mujh mein
Himmat ab nahin hai

Kiyay thay ham nay jo waaday wafa tum bhi na kar paain
Mujhay bhi itni fursat aur himmat ab nahin hai
Shouq
Registered User

Bait Bazee

by Iqbal Hyderabadi » Sat May 03, 2003 11:34 am

Tooney acha kiyaa aiy dost,
Sahara na diya,

Mujhko laghzish ki zaroorath thi

Sambhalney key liye,

Raastha rokhney waalon tumhey maalum nahin,

Tumney paighaam diya hai mujhey chalney key liye.
Iqbal Hyderabadi
Registered User

Bait Bazee

by \"BM\" » Sat May 03, 2003 3:12 pm

Yakeen tha dil pey to ranjish siwa huwi kyon ker, Hamari jahed-e-talab narsa huwi kyon ker.
\"BM\"
Registered User

Bait Bazee

by Hyd. Shayer » Sun May 04, 2003 10:04 pm

Rawan dawan jo seel-e-ashk tha \' kahan woh ruk gaya, Sitaara jesi roshni \' palak palak thi \' kya huwi, Sukon pakey aur besukoon ho chala hey dil, Kabhi yahaan jo halki halki sey kasak thi \' kya huwi.
Hyd. Shayer
Guest

Bait Bazee

by Radha » Tue May 06, 2003 1:09 pm

Woh poochte hai mujhse, mehfil mein andhera kyun hai

Abhi abhi gayee hai hawa, charag bhujhakar

Samajhna ho agar pyar ki batein, to sun aye nadan
Aa husn ke bazaar mein, dil-o-sukun bech-kar
Radha
Registered User

Bait Bazee

by \"BM\" » Tue May 06, 2003 1:47 pm

Radhaji \"Welcome Back\".
\"BM\"
Registered User

Bait Bazee

by Radha » Wed May 07, 2003 10:35 pm

Bhaimiya Shukriya,

Arzooen kuch adhoori reh gai,
Zindagi mein kuch kami reh gai,

Bahoot kuch sunaya humne magar,
Phir bhi baatein unkahi reh gayi,

Aaj tak ise mein rok nahi paayi hoon,
Yeh jo aankhon mein nami reh gai,

Uskey lautne ki ummeeed to nahi yeh,
Ki meri nabz-e-zeest thami reh gai.
Radha
Registered User

Bait Bazee

by \"BM\" » Sat May 10, 2003 4:20 pm

Hum uska pata dhoondney jayien toh kahan jayien, Khud apna pata bhi hamein akser nahi milta, Ab yeh bhi ghanimat hey key mein us ki nazr mein, Is tarha ka aiezaz mukerer nahi milta.
\"BM\"
Registered User

Bait Bazee

by b. » Sun May 11, 2003 2:30 am

very good Radhaji, kya kehne...!!
b.
Registered User

PreviousNext

Return to Dakhni-Mehfil - The Old World Hyderabad

Who is online

Users browsing this forum: No registered users and 9 guests

cron
ADVERTISEMENT
SHOUTBOX!
{{todo.name}}
{{todo.date}}

{{ todo.summary }}... expand »
{{ todo.text }} « collapse
First  |  Prev  |   1   2  3  {{current_page-1}}  {{current_page}}  {{current_page+1}}  {{last_page-2}}  {{last_page-1}}  {{last_page}}   |  Next  |  Last
{{todos[0].name}}

{{todos[0].text}}

ADVERTISEMENT
This page was tagged for
muddatein beet gayi khwab nahi
Muddatain beet gayien khuwab nahi aate
muddatein beet gayi adab nahi aate hain
hyderabadi bate
Hyderabadi bate
Follow fullhyd.com on
Copyright © 2023 LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. All rights reserved. fullhyd and fullhyderabad are registered trademarks of LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. The textual, graphic, audio and audiovisual material in this site is protected by copyright law. You may not copy, distribute or use this material except as necessary for your personal, non-commercial use. Any trademarks are the properties of their respective owners.