Friday, 29 March 2024 »  Login
in

Ghazal... wohi log mujh se bichhad gaye by Itebar Sajid

And for all those who believe Hyderabad is really south of the Musi and the rest is all bunkum, here's the capital of fullhyd.com!

Moderator: The Moderator Team

Ghazal... wohi log mujh se bichhad gaye by Itebar Sajid

by Saira » Thu Oct 24, 2002 11:49 am

jo khayal the na qayas the vohi log mujh se bichhad gaye//
jo mohabbaton ke asas the vohi log mujh se bichhad gaye.....

jinhain manta hi nahin ye dil, vohi log mere hain hamsafar//
mujhe har tarha se jo raas the, vohi log mujh se bichhad gaye.....

mujhe lamha bhar ki rafaqaton, ke surab aur satayenge//
meri umr bhar ki jo payas the vohi log mujh se bichhadgaye.....

ye khayal sare hain aarzi, ye gulab sare hain kaghzi//
gule arzoo ki jo baas thi vohi log mujh se bichhad gaye.....

jinhain karsaka na qubool main, voh shareke rahe safar huey//
jo meri talab, meri aas the vohi log mujh se bichhad gaye.....

meri dhadkanon ke qareeb the, meri chah the, mera khwab the//
voh jo roz v shab mere paas the vohi log mujh se bichhad gaye....

by
Itebar Sajid
Saira
Guest

Ghazal... wohi log mujh se bichhad gaye by Itebar Sajid

by T M Ali » Thu Oct 24, 2002 1:53 pm

Very good indeed..had nicely written, difficult to express, benign thoughts.

My best wishes to Mr. Itebar Saeed.
T M Ali
Guest

Ghazal... wohi log mujh se bichhad gaye by Itebar Sajid

by T M Ali » Thu Oct 24, 2002 1:55 pm

Correction please.. in my earlier posting the name referred to is Mr Itebar Sajid not Saeed.
T M Ali
Guest

Ghazal... wohi log mujh se bichhad gaye by Itebar Sajid

by Shaik » Thu Oct 24, 2002 2:51 pm

Very well said (bahut khoob).
Shaik
Guest

Ghazal... wohi log mujh se bichhad gaye by Itebar Sajid

by Aishwarya » Fri Oct 25, 2002 10:48 am

arz hai
I. \"maine is duniya se kabhi koi udhaar nahi liya,

maine is duniya se kabhi koi udhaar nahi liya,

agar kafan liya hai to zindagi bhi to dee hai\".

II. \"tum mere janaaze ko kabhi kandha mat dena,

tum mere janaaze ko kabhi kandha mat dena,

kahin sahaara paakar fir se zinda na ho jaoon\"
Aishwarya
Guest

Re: Ghazal... wohi log mujh se bichhad gaye by Itebar Sajid

by antzshaz » Tue Jun 28, 2011 11:57 am

Thanks for share with us..!!

Wasi Shah
antzshaz
Registered User

Posts: 1
Joined: Tue Jun 28, 2011 11:55 am

Re: Ghazal... wohi log mujh se bichhad gaye by Itebar Sajid

by zainab783 » Sun Dec 18, 2011 1:47 pm

Wasi shah poetry is specially based on music and it could be get from songs.pk website where all the discussion is available on songs and poetry. but this ghazal is also good so thanks for your such nice sharing with us here
zainab783
Registered User

Posts: 2
Joined: Sun Dec 18, 2011 1:39 pm

Re: Ghazal... wohi log mujh se bichhad gaye by Itebar Sajid

by Bhaimiya » Sun Dec 25, 2011 6:09 pm

Bahot khoob Saira.
User avatar
Bhaimiya
Level 1 Star User
Level 1 Star User

Posts: 821
Joined: Tue Apr 29, 2003 2:06 pm

Re: Ghazal... wohi log mujh se bichhad gaye by Itebar Sajid

by ASGHER » Sat Mar 17, 2012 7:06 pm

AB TO WAFA ME BHI BE WAFAI NAZAR ATI HAI
APNI CHEEZ BHI PARAYEE NAZAR ATI HAI

KITNI BECHAINI SE KARTA THA US KA ANE KA INTEZAAR
WO QAREEB HOKE BHI AB DOOR NAZAR ATI HAI

AB HAR DARD SAHNE KI ADAD SE PAD GAYEE HAI MUJHE
GHAMON ME QUSHI NAZAR ATI HAI

KITNA BHI MUJHE SE DOOR JA AYE ZALIM
TERI YAAD UTNI HI QAREEB NAZAR ATI HAI

KITNI CHAHAT THI TERE LINE DIL ME MERE
AB NAFRAT HI NAFRAT NAZAR ATI HAI
ASGHER
Registered User

Posts: 13
Joined: Tue Mar 13, 2012 7:32 pm

Return to Dakhni-Mehfil - The Old World Hyderabad

Who is online

Users browsing this forum: No registered users and 14 guests

cron
ADVERTISEMENT
SHOUTBOX!
{{todo.name}}
{{todo.date}}

{{ todo.summary }}... expand »
{{ todo.text }} « collapse
First  |  Prev  |   1   2  3  {{current_page-1}}  {{current_page}}  {{current_page+1}}  {{last_page-2}}  {{last_page-1}}  {{last_page}}   |  Next  |  Last
{{todos[0].name}}

{{todos[0].text}}

ADVERTISEMENT
This page was tagged for
movie guest in landon paad gajal song mp3
Guest in London songspk paad ghaza
bichhad gaye hai By sajjad ali
bichhad gaye hain jo.mp3
jo mohabbaton ki asas tha
Follow fullhyd.com on
Copyright © 2023 LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. All rights reserved. fullhyd and fullhyderabad are registered trademarks of LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. The textual, graphic, audio and audiovisual material in this site is protected by copyright law. You may not copy, distribute or use this material except as necessary for your personal, non-commercial use. Any trademarks are the properties of their respective owners.