Friday, 19 April 2024 »  Login
in

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

And for all those who believe Hyderabad is really south of the Musi and the rest is all bunkum, here's the capital of fullhyd.com!

Moderator: The Moderator Team

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by Sai Kumar » Tue May 07, 2002 12:30 am

Bhayiyo Aur Bahano, Kutch Achcha Sa Sher Sunao Yaar, Mera Jee Tadap Raha Hai!
Sai Kumar
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by prakash » Thu May 09, 2002 12:30 am

aapne yeh nahi bataya ki aap kis tarah ke sher sunne ka shock farmate hai..ghalib, gulzar ya phir..
prakash
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by Sai Kumar » Sat May 11, 2002 12:30 am

Bhai, hum to Shayar nahin per Sher aur Shayaari mujhe bahut pasand hai, Ghalib ke Khaas! Aur aap ke barey mey bhi todha hamey batayiye janab.
Sai Kumar
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by hina » Sun May 12, 2002 12:30 am

\"Wahaan par bhi hum teri yaad say ghafil nahin guzray jahaan reh kar farishta bhi quda ko bhool sakta hai\".Shayar unknown
hina
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by hina » Sun May 12, 2002 12:30 am

Duniya nay teri yaad say begaana kar diya tujh say bhi dil faraib hain gham rozgaar ke.(Faiz)
hina
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by hina » Sun May 12, 2002 12:30 am

Apni gali mein mujh ko na kar dafn baad qatl. meray pathay say qalq ko kyoon tera ghar milay.(ghalib)
hina
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by hina » Sun May 12, 2002 12:30 am

Yeh na thi hammari qismat ke visaale yaar hota.Agar aur jeetay rehtay yahi intezar hota.Teray vaaday par jiye hum tho yeh jaan jhoot jaana ke khushi say mar na jaate agar itebaar hota.(ghalib)
hina
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by Sher Khan » Mon May 13, 2002 12:30 am

Aadmi ko mayassar hai khuda ki khurbat
Eik Ibaadat hi zariya e shanasai nahin
Ho gar dil mein deedar ki aarzoo
ain mumkin hai khuda tere rubaru aye.

Talib (By the way he was one of the most brilliant students of Mirza).
Sher Khan
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by gustakh » Mon May 13, 2002 12:30 am

jaate hava-e-shauq hai, is chaman \"zauq\"/apni bala se baad-e saba ab kabhi chale (zauq ibrahim)
gustakh
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by Sai Kumar » Tue May 14, 2002 12:30 am

My god, really brilliant pieces from Hina, Gustakh and Sher Khan. Kudos to you all. Kuch aur special sunayiye Janab. Bahut maza aaraha hai.
Sai Kumar
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by Sher Khan » Tue May 14, 2002 12:30 am

Tera Zauq e suqn se chad raha hai shaeri ka Qumar
Is board per shayeri chadegi ki parvan, gar tu sunta rahe Sai Kumar
Sher Khan
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by Kulcha » Tue May 14, 2002 12:30 am

Tamam pedho ko jala kar khud apne haathon se::::Ajeeb shaqs hai, saya talash karta hai
Kulcha
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by Kulcha » Tue May 14, 2002 12:30 am

Yaad maazi azaab hai ya rubb:::Cheen le mujh se hafiza mera
Kulcha
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by Kulcha » Tue May 14, 2002 12:30 am

Yeh shayr us dilruba ke liye, jiske seeney mein mera dil dhadak raha hai,,,,, Hazaar barq ne chal phir ke mashq ki lekin::::Adaa na aaye tere muskura ke aaney ki!
Kulcha
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by Kulcha » Tue May 14, 2002 12:30 am

Go main raha rahan-e-sitam hai rozgaar:::::Lekin tere khayal se ghafil nahin raha!
Kulcha
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by gustakh » Wed May 15, 2002 12:30 am

nahin behijaab woh chaand sa ki nazar ka koi asar nahin / use tani garmi-e-shauk se badi der tak na takaa karo (Bashir Badr)
gustakh
Guest
 

Hyderabadi Sher Gaaye Shaayari!

by Sher Khan » Thu May 16, 2002 12:30 am

Zindagi pehle kya thee ab kya hogayee, naan ki roti thi kulcha hogayee... Aadab arz hai.
Aise waise kaise kaise hogaye
kaise kaise aisay waise hogaye
Tere ishq mein bulletin board,
achchay khaase kulche hogaye
Sher Khan
Guest
 



Return to Dakhni-Mehfil - The Old World Hyderabad

Who is online

Users browsing this forum: No registered users and 8 guests

cron
ADVERTISEMENT
SHOUTBOX!
{{todo.name}}
{{todo.date}}
[
]
{{ todo.summary }}... expand »
{{ todo.text }} « collapse
First  |  Prev  |   1   2  3  {{current_page-1}}  {{current_page}}  {{current_page+1}}  {{last_page-2}}  {{last_page-1}}  {{last_page}}   |  Next  |  Last
{{todos[0].name}}

{{todos[0].text}}

ADVERTISEMENT
This page was tagged for
Sher Khan Aadmi ko
Hyderabad ke Sher
hyderabai shaer
mayassarhydrabad
hyderabady sher
Follow fullhyd.com on
Copyright © 2023 LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. All rights reserved. fullhyd and fullhyderabad are registered trademarks of LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. The textual, graphic, audio and audiovisual material in this site is protected by copyright law. You may not copy, distribute or use this material except as necessary for your personal, non-commercial use. Any trademarks are the properties of their respective owners.