Thursday, 28 March 2024 »  Login
in

Barkas Ki Haleem

And for all those who believe Hyderabad is really south of the Musi and the rest is all bunkum, here's the capital of fullhyd.com!

Moderator: The Moderator Team

by indiabo » Sun Aug 13, 2006 10:48 am

arey ajeeb baat hai adil saab shaadi se itna duur bhaag rein.



waise logon logon ki sounch hoti dekho.

magar mein to shaadi ke liye ek pair pe houn kab karte ki ammi bolte zara padi likhi hina. aur waise aap se abhi 3 saal chohta HOUN MAGAR KARNA BOLKE DIL BOLTA.



asal baat yeh hai adil saab



.

.

.

.



nafs ki khatir.

isse pehle ki mein bhatak jaaoun,



aap yakheen mano aaajkal itne behude khisse horain ki bas sharam se doston ke beech mein bhi guftagoo nahin karsakte



Allah ki panaah



bachchiyan to had naam ki koi sarhad jaante hi nahin hai.

Aur bachchon ka to poocho nakko.

Doston mein baith kar ek se ek khisse sunne ko miltey



Allah aap ko nek aur sirf nek ladki dilaae



AAmin



Dhakkan bol miyan aamin
indiabo
Registered User
 
Posts: 382
Joined: Sat Apr 15, 2006 7:43 pm

by indiabo » Sun Aug 13, 2006 10:50 am

yeh post se pehle waala pado



warq 6 pe hai ( i mean its on page 6 )



aap ke liye
indiabo
Registered User
 
Posts: 382
Joined: Sat Apr 15, 2006 7:43 pm

by Syed Adil » Sun Aug 13, 2006 12:17 pm

Bhai apni urdu ke baare mei aapku maloom hi kya hai... thodi idhar se thodi udhar se chura ke boltu mai... waise isi bahaane apni bhi urdu develop ho jaari... :wink:



Hamare paas bhi yeh mix zabaan bhot chalti ghar mei...



What re..

Me Jaaru

you are such a haula



ab kya bolte so generation remix zabaana istemaal karri dekho...
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

by in » Sun Aug 13, 2006 2:08 pm

generation remix zabaan




new term hmmmmmmm
in
Registered User
 
Posts: 382
Joined: Sat Apr 15, 2006 7:43 pm

sollekom bhai logo

by dhakkan » Sun Aug 13, 2006 3:46 pm

kya samjhe tum loga dhakkan ustaad rpely nai karre toh kya tum logo ke msga bhi nai dekhrai samjhe kya?



rahi baat shaadi ki dkeho zafffar bhai mai abhi unnis saal ka hi hoon lekin allah ke fazal se shadi karo bole amma baawa toh mai bhi kar letau aur tum toh shaadi ke qaaabil hi ho gaye na bhai.....indiabo bhai ki bi baat sahi hai dekho aaj kal ke zamaane me sealed piece milna bhot mushkil hai iske waaste mai kya kara bole toh school se hi ek potti ku pataa liya taakay mere saath aisa dhoka na ho hahahahahah
User avatar
dhakkan
Registered User
 
Posts: 129
Joined: Mon Jul 24, 2006 6:50 pm

by indiabo » Sun Aug 13, 2006 6:28 pm

school se hi ek potti ku pataa liya taakay mere saath aisa dhoka na ho




aap kya bolte zafar bhai
indiabo
Registered User
 
Posts: 382
Joined: Sat Apr 15, 2006 7:43 pm

by Syed Adil » Sun Aug 13, 2006 8:21 pm

indiabo wrote:
school se hi ek potti ku pataa liya taakay mere saath aisa dhoka na ho


aap kya bolte zafar bhai




Dhakkan bhot dilphek dikhra miya.... ab mai kya bolu dhakkan ku samajh mei nahi aara... waise dhakkan miya ye ek tajurbe ki baat hai ke jab ek ladki kisi ek pat sakti to unhe dusre ko bhi pat sakti... agar aap ke dil ku thes pahunchi to mai aapke pet mei mundi daalke maafi mangletu... magar ye ek fact hai....



Is baat se mereku ek school ke zamane ka kissa yaad aagaya... mai 10th class mei tha Midas School MozamJahi Market mei padhta tha... mera ek dost mereku bola ke unhe ek ladki ku pataya... bhot achi hai... bhot khubsoorat hai nek hai... bolke bola... mai bola mereku bhi mila na re bhai bhaabhi se... to unhe mereku leke gaya Taj Ice-Cream Nampally po hai so... waha po jaako uska intezaar karte baithe utte mei ek ladki aayi bhot khubsurat thi usku dekhte ki mai apni mundi pher liya aur une sidha hamare table pe aake baithi dekho.... uske baad jo mereku ghunse laata pade hai.. poore dostaa milka maare mereku.... asal mei uski nek girlfriend jo thi wo unhe hi thi aur mere se uska bhot pehle chakkar chala so tha... wanpe mile milne ke baad hum dono ka phir se patch up hogaya...



Ustaad aaj bhi wo lamhe yaad kare to hansi aa jaati....



To dhakkan bhai aapke liye ek mashwara hai... aap na apne kisi dost se apne maal ko milaao... na kisi ke maal se milne jaao... kya hai na ehtiyaat karna zaroori hai dekho...
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

by Syed Adil » Sun Aug 13, 2006 8:22 pm

indiabo wrote:
school se hi ek potti ku pataa liya taakay mere saath aisa dhoka na ho


aap kya bolte zafar bhai




Dhakkan bhot dilphek dikhra miya.... ab mai kya bolu dhakkan ku samajh mei nahi aara... waise dhakkan miya ye ek tajurbe ki baat hai ke jab ek ladki kisi ek pat sakti to unhe dusre ko bhi pat sakti... agar aap ke dil ku thes pahunchi to mai aapke pet mei mundi daalke maafi mangletu... magar ye ek fact hai....



Is baat se mereku ek school ke zamane ka kissa yaad aagaya... mai 10th class mei tha Midas School MozamJahi Market mei padhta tha... mera ek dost mereku bola ke unhe ek ladki ku pataya... bhot achi hai... bhot khubsoorat hai nek hai... bolke bola... mai bola mereku bhi mila na re bhai bhaabhi se... to unhe mereku leke gaya Taj Ice-Cream Nampally po hai so... waha po jaako uska intezaar karte baithe utte mei ek ladki aayi bhot khubsurat thi usku dekhte ki mai apni mundi pher liya aur une sidha hamare table pe aake baithi dekho.... uske baad jo mereku ghunse laata pade hai.. poore dostaa milka maare mereku.... asal mei uski nek girlfriend jo thi wo unhe hi thi aur mere se uska bhot pehle chakkar chala so tha... wanpe mile milne ke baad hum dono ka phir se patch up hogaya...



Ustaad aaj bhi wo lamhe yaad kare to hansi aa jaati....



To dhakkan bhai aapke liye ek mashwara hai... aap na apne kisi dost se apne maal ko milaao... na kisi ke maal se milne jaao... kya hai na ehtiyaat karna zaroori hai dekho...
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

by indiabo » Mon Aug 14, 2006 12:53 am

Zafar bhai



zabardast khissa hai.



Aapka patch hua so chakkar kab tak chala. aur thoota to khyon.

Waise Alham dulillah hamaara aisa koi chakkar nahi bas attraction crush nazar mili aur jhooki....khisse hai



huhh

kabhi is cheez se frustrate bhi hota houn magar sabar ka phal miyha hota hai!!!!!!!!!!
indiabo
Registered User
 
Posts: 382
Joined: Sat Apr 15, 2006 7:43 pm

by indiabo » Mon Aug 14, 2006 9:58 am

sabar ka phal miyha hota hai!!!!!!!!!!




ek sher yaad aaye



Dil behlaaney ke liye yeh khayaal achchaa hai ghaalib
indiabo
Registered User
 
Posts: 382
Joined: Sat Apr 15, 2006 7:43 pm

by Syed Adil » Mon Aug 14, 2006 10:54 am

indiabo wrote:
sabar ka phal miyha hota hai!!!!!!!!!!


ek sher yaad aaye

Dil behlaaney ke liye yeh khayaal achchaa hai ghaalib




Yaaro yeh bachpan se sunte aaro ke sabar ka phal mitha hota... magar aaj tak nahi dekhne ko mila na hi khaane ko...



yeh sabar ka jhaad hai kahampe aakhir... aur iska phal kaunse mausam mei to bhi lagta... mozam jahi market ki fruit market mei to nahi milta ye sabar ka phal...
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

kabab roti to bhul ich gaye tum logan

by faruk » Mon Aug 14, 2006 1:05 pm

shahran hotel ki kabab roti kaisa bhul gaye tum logan

hotel band ho gayi kya

aur kala pathhar Police station ke saamne bade miyaan aate thay subah subah dose ki bandi leke, kya zabardast dose rehte unke
faruk
Registered User
 
Posts: 2
Joined: Mon Aug 14, 2006 12:57 pm

yaaba boys

by dhakakn » Thu Aug 17, 2006 2:51 pm

hamaare faruk bhai yaha pe pyar mohabbat ke kisse chalre aur tum kya hai ki apni idli dose kabab ki dukaan daal leke baith gaye...aray tum bhi apne kisse daalo yaaro!!!aur zafar bhais ahi bole yaaro jo apne ku pat sakti unhe doosre ku bhi pat sakti lekin agar apna pyaar sachce raha toh kya bolte?
User avatar
dhakakn
Registered User
 
Posts: 129
Joined: Mon Jul 24, 2006 6:50 pm

Re: yaaba boys

by Zafar Pahelwaan » Thu Aug 17, 2006 3:14 pm

dhakakn wrote:hamaare faruk bhai yaha pe pyar mohabbat ke kisse chalre aur tum kya hai ki apni idli dose kabab ki dukaan daal leke baith gaye...aray tum bhi apne kisse daalo yaaro!!!aur zafar bhais ahi bole yaaro jo apne ku pat sakti unhe doosre ku bhi pat sakti lekin agar apna pyaar sachce raha toh kya bolte?




Ustad dhakkan miya... zara ye sawaal ka jawab do.........



Yeh Sacha Pyar Kya Cheez Hai Zara Define To Karo?
User avatar
Zafar Pahelwaan
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

by indiabo » Thu Aug 17, 2006 10:09 pm

Dhakkan bola

tum kya hai ki apni idli dose kabab ki dukaan daal leke baith gaye...




mereku bahot hasi aayi haha



Waise ab yahan aashiqui ke imtehaann shuru hogaye.



Magar kambakht yeh ladki cheez hii aisi hai.



une dekhli boleto bas kya??



mama smart dikhroun kya???



....

Waise dhakkan saab yeh ladkiyann bhi chaappan ghaat ke paani pilaatey.

kal ek dost ka khissa maloom hua

une banglore ki thi kate ino mahobbat mein poochhi to 33 thousand engineering fees dediye ab maloom hua une chalegi room chodh ke....
indiabo
Registered User
 
Posts: 382
Joined: Sat Apr 15, 2006 7:43 pm

Bride Selection

by Syed Adil » Fri Aug 18, 2006 11:05 am

indiabo wrote:
Adil bro....

I too have plan to meet you and attend your wedding.

If Almighty god willing I'll be be meeting you.

by the way wats up with bride selection.

reply at barkas ki haleem thread




Yaaro Indiabo bhai abhi bride selection hua hi nahi hai aur aap hamari shaadi attend karne ki baat karre.... wo aisa hai na hamare ghar waale acha khandaan hona, khubsoorat, gori kamaskam 5 ft 4 in height, namazi parhezgar ladki hona bolke bolre aur hum upar se engineer hona bolre....



ab ye sab requirements milaaay to kahi kuch kam hojara kahi kuch kam hojara... mushaataao ke paas photo biodata diyewe hai... 2-4 ladkiya dekhe magar abhi tak samajh mei nahi aaya...siasat mei bhi Ad diye so hai... koi acha gharaana samajh mei aaya to final kardinge....



aur meri shaadi ki date fix hogayi to sobse pehle aapku aur apne dhakkan ku bataunga... aur dono ku aana padinga abbich boldero... baad mei apne ku kirkiri nai hona...



khair mai inshallah Id mei ghar pe rahunga aur aap se aur dhakkan se milne ki qahesh hai... agar qismat mei raha to inshallah aap logo se mulaqat hungi....
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

by indiabo » Fri Aug 18, 2006 11:20 am

Yaaro Indiabo bhai abhi bride selection hua hi nahi hai aur aap hamari shaadi attend karne ki baat karre


janaab aap sirf shaadi ki baat karrein mein to sounch raha tha bachcha hua to adnaan rakhnaa naam aur bachchi hui ti to sana


hahaha

ab bolo

wo aisa hai na hamare ghar waale acha khandaan hona, khubsoorat, gori kamaskam 5 ft 4 in height, namazi parhezgar ladki hona bolke bolre aur hum upar se engineer hona bolre....


Arey arey

kuch chhode aap logaan

seedha seedha boldete hoor pari honaa

mushaataao ke paas photo biodata diyewe hai... 2-4 ladkiya dekhe magar abhi tak samajh mei nahi aaya.


arey saab yeh mushaataoun ki zaat hi badi kharaab hai.
mein bhi meri behen ki shaadi ke maqsad se aaya houn.. aur yeh mushaataaoun ne mujhe to loch liyaa

sau do sau to youn hich lelete



siasat mei bhi Ad diye so hai...




yeh kaam bada hi pakkaa kare. is sunday yaane ke add tha...... hmmm mein paper dekhke boltoun
indiabo
Registered User
 
Posts: 382
Joined: Sat Apr 15, 2006 7:43 pm

by indiabo » Fri Aug 18, 2006 11:37 am

Image







bhai yeh add hai kya
indiabo
Registered User
 
Posts: 382
Joined: Sat Apr 15, 2006 7:43 pm

by indiabo » Fri Aug 18, 2006 11:43 am

ari foto nahi aari



yeh link po kilick karo naa



http://img151.imageshack.us/img151/5720/untitledhx5.png
indiabo
Registered User
 
Posts: 382
Joined: Sat Apr 15, 2006 7:43 pm

by Syed Adil » Fri Aug 18, 2006 12:10 pm

indiabo wrote:ari foto nahi aari

yeh link po kilick karo naa

http://img151.imageshack.us/img151/5720/untitledhx5.png




nai yaaro... siasat ki website mei daale so hai... ye mera ad nahi hai... meri umar 26 yrs ki hai.... waise ustaad tum bhi zaraarat e rishta bhot ghaur se padhte jaisa hai....
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

by Syed Adil » Fri Aug 18, 2006 12:26 pm

indiabo wrote:
janaab aap sirf shaadi ki baat karrein mein to sounch raha tha bachcha hua to adnaan rakhnaa naam aur bachchi hui ti to sana


hahaha

ab bolo



Bache ke dada aur dadi agar mere upar chore to mai yahi naam detu... aap ki farmayesh par


Arey arey

kuch chhode aap logaan

seedha seedha boldete hoor pari honaa



Ab kya bolu bhai mai... apne logo mei yahi masla rehta dekho.... sob acha hona bolte



arey saab yeh mushaataoun ki zaat hi badi kharaab hai.
mein bhi meri behen ki shaadi ke maqsad se aaya houn.. aur yeh mushaataaoun ne mujhe to loch liyaa

sau do sau to youn hich lelete



Ab mai kya bolu ustaad.... registration ke hi 500 rs leliye....


yeh kaam bada hi pakkaa kare. is sunday yaane ke add tha...... hmmm mein paper dekhke boltoun




Arey nahi bhai paper mei nahi daale... siasat ki website pe daale so hai....
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

by indiabo » Fri Aug 18, 2006 3:10 pm

milgayaaaaaaaaaaaaaaaaaaa





AsSalaamuAlaikum

We are a sunni muslim Syed family, well respected and very well settled.we are looking for a bride who should be very fair, educated, religious, not more than 21 and height not less than 5 ft 4 in.

Preference is given to engineering qualified girls.

Boy is 25 yrs, handsome and working in saudi arabia in Saudi Aramco as a Systems Analyst and earning a very good salary.

Well respected and well settled families may email us with brides details and photographs at samar.jehan@hotmail.com
indiabo
Registered User
 
Posts: 382
Joined: Sat Apr 15, 2006 7:43 pm

by Syed Adil » Fri Aug 18, 2006 5:14 pm

indiabo wrote:milgayaaaaaaaaaaaaaaaaaaa


AsSalaamuAlaikum

We are a sunni muslim Syed family, well respected and very well settled.we are looking for a bride who should be very fair, educated, religious, not more than 21 and height not less than 5 ft 4 in.

Preference is given to engineering qualified girls.

Boy is 25 yrs, handsome and working in saudi arabia in Saudi Aramco as a Systems Analyst and earning a very good salary.

Well respected and well settled families may email us with brides details and photographs at samar.jehan@hotmail.com






Arey kya hai ustaad chillare kaiku... milgaya to aake hallu kaan mei boldo....
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

by indiabo » Fri Aug 18, 2006 5:48 pm

ari kya ji sharmarein kya tum haha



agli baar is baat ka khayal rakhtoun



Achchaa
indiabo
Registered User
 
Posts: 382
Joined: Sat Apr 15, 2006 7:43 pm

by Syed Adil » Fri Aug 18, 2006 7:27 pm

indiabo wrote:ari kya ji sharmarein kya tum haha

agli baar is baat ka khayal rakhtoun

Achchaa




Ab kya baigan tum boldiye sabku... ab kuch baaqi raha kya....
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

PreviousNext      

Return to Dakhni-Mehfil - The Old World Hyderabad

Who is online

Users browsing this forum: No registered users and 8 guests

cron
ADVERTISEMENT
SHOUTBOX!
{{todo.name}}
{{todo.date}}
[
]
{{ todo.summary }}... expand »
{{ todo.text }} « collapse
First  |  Prev  |   1   2  3  {{current_page-1}}  {{current_page}}  {{current_page+1}}  {{last_page-2}}  {{last_page-1}}  {{last_page}}   |  Next  |  Last
{{todos[0].name}}

{{todos[0].text}}

ADVERTISEMENT
This page was tagged for
KHISSWY
15 4 2022 Murder "barkas" friday bhonai sala murder
अस सलाम अलैकुम जाफर भाई SMS MP3
Pottiya mins in urdu
checking ke hum Thode Se Madari
Follow fullhyd.com on
Copyright © 2023 LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. All rights reserved. fullhyd and fullhyderabad are registered trademarks of LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. The textual, graphic, audio and audiovisual material in this site is protected by copyright law. You may not copy, distribute or use this material except as necessary for your personal, non-commercial use. Any trademarks are the properties of their respective owners.