ustaad aap logun se ek baat poochana tha wo yousuf baba ki dargah ke pass nahari milti thi dekho raat ke 3 baje tak abhi bhi milri.
kia nahari rehti thi ustaad maa ki kirkiri mirchi ziada rehti magar logan kia udi padh ke khate the re bhai baitne jagaich nai milte jab gaye jab pinda.magar bhot maze ki banata tha yaro agar aap log nahi khaye to jaa ke kha ke bolo abhi bhi mil ki nahi ki nahi maloom