Friday, 29 March 2024 »  Login
in

Mazahiya Shayari Ki Mehfil

And for all those who believe Hyderabad is really south of the Musi and the rest is all bunkum, here's the capital of fullhyd.com!

Moderator: The Moderator Team

Mazahiya Shayari Ki Mehfil

by Syed Adil » Wed Nov 09, 2005 6:52 pm

Asak,



sabse pehley to aap sab bhaiyo ko mera salaam arz hai.



Yeh mehfil mazahiya shayari ki hai aur aap sab ko bhi ijazat hai ke apne apne phate purane sher suna sakte hai.



to mai pehla sher arz karta hu....



bhai pehley cigarette aur chai to mangao



sabse pehley shaadi pe kyunki aaj kal shaadiyo ka season chal raha hai.



Shaadi ke liay doston, larkiyan hazaaron hain
Har khirki mein hai larki, aur khirkiyan hazaron hain

Koi to mile gi larki khaandan mein humein
Phuppiyan hain beshumar, chachiyaan hazaaron hain

Likha jo tum ne Love Letter to kiya hua janab
Humari draaz mein is jaisi, chithiyaan hazaaron hain

Aik tumhi nahi akaili, mere jaal mein phansney wali
Is jaal mein tum jaisi, machliyaan hazaaron hain

Diay thay pehle bhi Ishq ke imtehaan bohat
Hathon mein is baar bhi, parchiyaan hazaron hain

Wo Parwaney nahin jo Shama pe mar jaayen gay
Hamare ghar mein pehle hi, battiyaan hazaron hain

Aik ur gayi haath se to kiya ghazab hua
Jaante hain is baagh mein titliyaan hazaaron hain
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

by CtrlAltDel » Wed Nov 09, 2005 9:23 pm

wah wah! good ones :)
wtf? i no longer care if my posts hurt yr feelings :roll:
Love me or hate me, u cant ignore me :D
User avatar
CtrlAltDel
God!
God!
 
Posts: 14824
Joined: Sat Jan 26, 2002 5:02 pm
Location: by the Workshop

Re: Mazahiya Shayari Ki Mehfil

by Zoya » Thu Nov 10, 2005 3:48 pm

Tum sa koi dusara zameen par hua to khuda se shikayat hogi....

Ek to jhela nahi jata dusra aa gaya to kya halat hogi!!!
Zoya
Registered User
 

kabaab meN haddi

by HH » Wed Nov 30, 2005 10:45 am

Image *****

kabaab meN haddi - Faysal Khalid

Visit:
http://www.urdustan.com/mazaah/kabab.html




Any FH Urdu Poetry Love ... ***** Roman Urdu Version Will Help Wider Appreciation Of This "tanz-o-mazaah" / "Mazahiya Ghazal"!
Build Heaven & Earth Links!
User avatar
HH
Level 1 Deity
Level 1 Deity
 
Posts: 6245
Joined: Fri Mar 05, 2004 8:40 am

by Imran » Wed Nov 30, 2005 4:40 pm

wah wah wah
When life knocks you down you have two choices-
stay down or get up...!!!!

Image
User avatar
Imran
Registered User
 
Posts: 225
Joined: Thu Aug 21, 2003 11:30 am

Roman Urdu Version ... Please Try ... For Wider Readership

by HH » Wed Nov 30, 2005 5:00 pm

Imran wrote:wah wah wah *****




Thank You, "Imran" ... ***** Roman Urdu Version ... Please Try ... For Wider Readership & More "wah wah wah"s! ... 8) :)
Build Heaven & Earth Links!
User avatar
HH
Level 1 Deity
Level 1 Deity
 
Posts: 6245
Joined: Fri Mar 05, 2004 8:40 am

Re: Mazahiya Shayari Ki Mehfil

by Syed Adil » Wed Nov 30, 2005 6:08 pm

taarif chahunga..... Irshad hai....



Shaam hote hii ye Dil udaas hota hai,

Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai,

Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai,

Bandar jab koi aas-paas hota hai..







Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain,

Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain

Kya aankheiN hain aapki, kya baatein hain aapki..

us khuda ne kuch aisa aapko bnaya hai...

maano..."Shhhsss...KOI Hai" se bhoot nikal aaya hai....
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

Khush Hai Zamana Aj Pahli Tariq Hai

by HH » Thu Dec 01, 2005 9:06 pm


Khush Hai Zamana Aj Pahli Tariq Hai*****
Saal Ka Aakhri Pahli Tariq Hai
Khush Hai Hyderabadi Aj Pahli Tariq Hai
Gana Bajana Maze Se Karna
Khana Pina Masti Mein Jhumna
Khush Hai Zamana Aj Pahli Tariq Hai
Khush Hai Hyderabadi Aj Pahli Tariq Hai!




In The Fifties & Sixties ***** Radio Ceylon / Sri Lanka Used To Broadcast every "Pahli Tariq" ... Kishore Kumar's^^^^^ Zestful Song! ... Vividh Bharati, From Mid-Sixties Changed ... Not Sure, If It Broadcast This Timely Song ... Radio Ceylon / Sri Lanka, Which Used To Thrill Tamil / Telugu Audiences, Too, CEASED Thanks To VB!



Visit:

^^^^^ http://www.yoodleeyoo.com/articles/news ... ml&start=0
Build Heaven & Earth Links!
User avatar
HH
Level 1 Deity
Level 1 Deity
 
Posts: 6245
Joined: Fri Mar 05, 2004 8:40 am

Re: Khush Hai Zamana Aj Pahli Tariq Hai

by Syed Adil » Fri Dec 02, 2005 1:04 am

HH wrote:
Khush Hai Zamana Aj Pahli Tariq Hai*****
Saal Ka Aakhri Pahli Tariq Hai
Khush Hai Hyderabadi Aj Pahli Tariq Hai
Gana Bajana Maze Se Karna
Khana Pina Masti Mein Jhumna
Khush Hai Zamana Aj Pahli Tariq Hai
Khush Hai Hyderabadi Aj Pahli Tariq Hai!


In The Fifties & Sixties ***** Radio Ceylon / Sri Lanka Used To Broadcast every "Pahli Tariq" ... Kishore Kumar's^^^^^ Zestful Song! ... Vividh Bharati, From Mid-Sixties Changed ... Not Sure, If It Broadcast This Timely Song ... Radio Ceylon / Sri Lanka, Which Used To Thrill Tamil / Telugu Audiences, Too, CEASED Thanks To VB!

Visit:
^^^^^ http://www.yoodleeyoo.com/articles/news ... ml&start=0




Ae bhai tu kaun se zamana ki baat kar raha hai..... jab to mai paida bhi nahi hua tha.... ha lekin radio pe vividh bharti zaroor suna hai... amin sayani ka cibaca geet malaa aata tha jab....



bhaiyooo aur behnoooo... cibaca geet mala mei aapka swagat haii...



pichle hafte jo gaana paidan number 4 pe tha is hafte udak ke paidan no 2 pe aachka hai.....

amin sayani ki aawaz thi yeh....

kuch yaad hai ya nahi
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

Radio Ceylon Broadcast This As "BINACA Geet Maalaa"

by HH » Fri Dec 02, 2005 9:50 am

Syed Adil wrote:...radio pe vividh bharti zaroor suna hai... amin sayani ka cibaca geet malaa***** aata tha jab....

bhaiyooo aur behnoooo... cibaca geet mala mei aapka swagat haii...

pichle hafte jo gaana paidan number 4 pe tha is hafte udak ke paidan no 2 pe aachka hai.....
amin sayani ki aawaz thi yeh....
kuch yaad hai ya nahi




*****Radio Ceylon Broadcast This As "BINACA Geet Maalaa" ... For HALF-AN-HOUR Every Wednesday Night 8:30 to 9 PM ... VB Continued As "CIBACA G M" Due To Change Of BINACA Tooth Paste AS CIBACA ... As One Hour Programme From 8 to 9 PM! ... Very Popular Programme This Was!
Build Heaven & Earth Links!
User avatar
HH
Level 1 Deity
Level 1 Deity
 
Posts: 6245
Joined: Fri Mar 05, 2004 8:40 am

Re: Radio Ceylon Broadcast This As "BINACA Geet Maalaa&

by Syed Adil » Fri Dec 02, 2005 7:35 pm

HH wrote:
Syed Adil wrote:...radio pe vividh bharti zaroor suna hai... amin sayani ka cibaca geet malaa***** aata tha jab....

bhaiyooo aur behnoooo... cibaca geet mala mei aapka swagat haii...

pichle hafte jo gaana paidan number 4 pe tha is hafte udak ke paidan no 2 pe aachka hai.....
amin sayani ki aawaz thi yeh....
kuch yaad hai ya nahi


*****Radio Ceylon Broadcast This As "BINACA Geet Maalaa" ... For HALF-AN-HOUR Every Wednesday Night 8:30 to 9 PM ... VB Continued As "CIBACA G M" Due To Change Of BINACA Tooth Paste AS CIBACA ... As One Hour Programme From 8 to 9 PM! ... Very Popular Programme This Was!






hau mereku yaad hai... kya daur tha woh bhi....



yaar tumne to yaado ka woh taar chehr diye jise sonch ke mera dil aaj tadap gaya...



agar aap log sunna chaho to mai aapke saath meri woh yaad share karna chahunga...



sardi ka mausam hota... ham sab bhai, behen, ammi aur kuch padosi ke ladke ladkiya sab milke radio ceylon lagaye geet mala ka intezaar karte rehte... geet mala shuru hota ab ammi besan ke bhajiye talke ham logau ko deti rehti aur ham log maze maze lete hue gaane sunte sunte saare bhajiye saaf kar dete....



yaar kash ke aisa ho ke woh daur phir se waapas aajaye....
User avatar
Syed Adil
Registered User
 
Posts: 118
Joined: Sun Oct 30, 2005 10:19 pm
Location: Saudi Arabia

alvida atal ji

by HH » Mon Dec 19, 2005 10:37 am

*****
Image

alvida atal ji - a siyaasi shaayri on India's Prime Minister

Visit:
http://www.urdustan.com/new.htm
http://www.urdustan.com/akhbaar/shaayri/atal.html




Any FH Urdu Poetry Lover ... ***** Roman Urdu Version Will Help Wider Appreciation Of This "alvida atal ji" / a siyaasi shaayri on India's Prime Minister!
Build Heaven & Earth Links!
User avatar
HH
Level 1 Deity
Level 1 Deity
 
Posts: 6245
Joined: Fri Mar 05, 2004 8:40 am



Return to Dakhni-Mehfil - The Old World Hyderabad

Who is online

Users browsing this forum: No registered users and 9 guests

cron
ADVERTISEMENT
SHOUTBOX!
{{todo.name}}
{{todo.date}}
[
]
{{ todo.summary }}... expand »
{{ todo.text }} « collapse
First  |  Prev  |   1   2  3  {{current_page-1}}  {{current_page}}  {{current_page+1}}  {{last_page-2}}  {{last_page-1}}  {{last_page}}   |  Next  |  Last
{{todos[0].name}}

{{todos[0].text}}

ADVERTISEMENT
This page was tagged for
tariqkiswagatshayri
shairy mehfil hyderabadi
2005 mhfil shayari
mahafil function sayri
swagat shayari aur geet
Follow fullhyd.com on
Copyright © 2023 LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. All rights reserved. fullhyd and fullhyderabad are registered trademarks of LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. The textual, graphic, audio and audiovisual material in this site is protected by copyright law. You may not copy, distribute or use this material except as necessary for your personal, non-commercial use. Any trademarks are the properties of their respective owners.