Ghunghat mein tujhe dekha to deewana hua,
Sangeet ka taraana hua,
Shamaa ka parwana hua,
Masti ka mastaana hua,
Jaise hi ghunghat uthaya is duniya se ravaana hua
Ek ladki ko dekha to aisa laga
Doosri ladki ko dekha to waisa laga
Jab dono ke joote pade... To ek jaisa laga!!!
Bewafa tum ho to wafadaar hum bhi nahi,
Besharam tum ho to sharmile hum bhi nahi,
Pyaar ke ii mode par aake kehte ho
Shaadi-shuda ho
To kya hua darling... Kunwaare hum bhi nahin!
Jab jab gire baadal, teri yaad aayi
Jhoom ke barsa saawan, teri yaad aayi
Bheega main, lekin phir bhi teri yaad aayi
Kyon na aaye teri yaad? Tune jo chatri ab tak nahi lautai..
----------
- Chahat
Collection of funny hindi sms:
http://www.SMSFunOnline.com