Friday, 29 March 2024 »  Login
in

Life in Saudi Arabia...

For the Hyderabadis all over the world who believe there is only one home. Come in here and get a cuppa. Irani, of course!

Moderators: hitesh, The Moderator Team

Re: used to be

by megh » Mon Feb 11, 2008 11:47 pm

shaikh wrote:
Hi,

you know kind of............ it used to be about ten yrs ago, (it used to be safer)


not anymore..!


thanks to br. osama, with ramdom / surprise attacks anywhere in KSA.

also looks like the inflation and living is not that easy these days. plus the dollar fall as it is linked with saudi riyal...




sad... why does he want to bomb his home country?
User avatar
megh
Registered User
 
Posts: 32
Joined: Tue Jan 22, 2008 10:04 pm

Re: Life in Saudi Arabia...

by Chunnu Bhai » Tue Sep 09, 2008 5:59 pm

Salaam to all brothers,

I am also staying in Saudi Arabia since 8 years and leaving much satisfied life than my other friends who are surviving in other countries.

:) chunnu bhai
Chunnu Bhai
Registered User
 
Posts: 2
Joined: Tue Sep 09, 2008 5:48 pm

Re: Life in Saudi Arabia...

by Bhaimiya » Tue Sep 09, 2008 6:07 pm

JEEJAAJI wrote:Salaam to all brothers,

I am also staying in Saudi Arabia since 8 years and leaving much satisfied life than my other friends who are surviving in other countries.

:) chunnu bhai


chunnu bhai Saudi mei kan hei, Riyadh, Jeddah ya Dammam :mrgreen:
User avatar
Bhaimiya
Level 1 Star User
Level 1 Star User
 
Posts: 821
Joined: Tue Apr 29, 2003 2:06 pm

Re: Life in Saudi Arabia...

by Mack » Thu Apr 16, 2009 6:33 pm

Yes! it is true, if u are a bachelor then dubai is the best place to live & for family there won't be a better place that Suadi(Riyad or Jedda) coz cost of living expenes for family in Dubai is very high. it is 7:3 ratio between Dubai & Saudi
Mack
Registered User
 
Posts: 1
Joined: Thu Apr 16, 2009 6:29 pm

Re: Life in Saudi Arabia...

by Sameer Siddiqi » Wed Jul 08, 2009 4:52 pm

Assalamalaikum to all Hyderbadis leaving across the world.

Living in Saudi arabia is a challenge in itself, everytime new experiences. Iam working in Dammam since last 11 years.its good to be here, atleast you are safe and very close to religion. and ofcouse we have Mecca and Madina, i used to go every 3 to 4 months or maximum in six months to Mecca to perform umrah and also visit to Madina frequently. so it means simoultaneusly we are living in good and same atmosphere.

In jeddah - we have so many areas for hyderabadis like 1. Sharfiya - jahan per you will find so many bekaaars. lambi lambi phekna...and no job. just waiting for the good opportunity and it never comes.

Aziziz - Lot of Hyderabadis family used to stay here. we have so many hyderabadi restns. like shadab, and parwaaz.

RIYADH :- Batha and Hara -

DAMMAM - Seiko and hydrabadi Galli

AL-KHOBAR - Subekha and Thubah 16 street.

in subeka - you will find so many hyderabadi restaurants like SHAMA RESTAURANT, AZEEM HOTEL, NAYAAB HOTEL, MECCA HOTEL.

Take care and have a nice day

Allah hafiz

Sameer
Sameer Siddiqi
Registered User
 
Posts: 174
Joined: Sat May 30, 2009 3:34 pm

Re: Life in Saudi Arabia...

by Good » Thu Aug 20, 2009 5:32 pm

I heard that people say good to live in saudi arebia
Good
Registered User
 
Posts: 12
Joined: Fri Jun 26, 2009 5:51 pm

Re: Life in Saudi Arabia...

by Sameer Siddiqi » Sat Aug 22, 2009 12:54 pm

If you are muslem - then it is very good to live in saudi arabia.

otherwise - life looks like hell for non muslem.

As for as saving money is concerned, you can save alot compare with other countries.
Sameer Siddiqi
Registered User
 
Posts: 174
Joined: Sat May 30, 2009 3:34 pm

Re: Life in Saudi Arabia...

by Ubedullah » Tue Oct 20, 2009 5:18 pm

I cam to saudi Arabia since 9 months 1st I lived in Madina Shareef when my father is worked there Now I live in Gizan I feel happy to live in Saudi Arabia bcoz I gained too much experience here..

Regards
Ubedullah
Ubedullah
Registered User
 
Posts: 1
Joined: Tue Oct 20, 2009 5:15 pm

Re: Life in Saudi Arabia...

by Raahi » Fri Oct 08, 2010 12:34 am

Hi this is faisal
Well i am new to Hyderabad.com as well as to Saudi Arabia. Its been two months i have been to Saudi Arabia. Actually before coming to Saudi i had a very different picture of Saudi Arabia,but the moment i landed at the air port that picture broke down. The way the airport authority people treated us was shocking. They had no respect to the people of India. Anyway past is past is past. I am a certified it proffessional and since two months i have been searching for jobs in IT sector. But to my surprise there is no response from a single online sites where i have posted my resume.i would like to know from the people who are settled in saudi arabia and who are experienced, how to do job hunting in saudi arabia other than online sites. It will be of great help if any one can help me with this....................
Raahi
Registered User
 
Posts: 1
Joined: Wed Oct 06, 2010 10:07 pm

Re: Life in Saudi Arabia...

by saffu hyderabadi » Thu Apr 21, 2011 11:32 am

As salama laikum,
pehle mere hyderabdi bhai`s ko salam bahuth khushi hui ye site dekh kar mai yaha saudi me qaaliban 2saal se uppar hogaya mai ek baath bolna chahta hoo har koi apne apne experience ke hisaab se saudi ko jaante hai kisi ko sahi dikha kisi ko galath but ek baath hai mai bhi yaha aakar bahuth pareshan hua nearly 2 saal mai riyadh haara me tha aur abhi dammam shift hua main azaad viza leke aaya tha jaise hamare thruth bhai jo comment kare kare ki yaha useless aaate ek baath jaan lo yeh huamare nabi (s.a.w.s)ka shaher hai yaha wohi aata hai jiske naseeb me makkah aur madina dekhna hai and v r not useless dnt say har koi saudi aane waala useless hai aur haa yaha sabar ka imtihaan hota hai jisko zindagi kya hai jaan na hai yaha aajaye but koi bhi cheez math laayie apne saath yaha har cheez miljaati but naseeb nhi is liye maa,baap bhai ,bahen ki dua leker aao wohi cheez hame kamiyaab dilati hai ye hum india me nahi karte kyu jab hume un ki qadar nahi rehti haa waise mai b nearly do saal tak pareshan tha kafil k chakkar me ab ye apne kismath aur amaal par depend hai kis ko kya milta, koi acha hai koi pareshan hai ek baath sunlo kismath me jis k jaha jaana hai waha jaayega koi apni marzi se nahi jaata agar mai kuch galath bola to iam so sorry
saffu hyderabadi
Registered User
 
Posts: 2
Joined: Thu Apr 21, 2011 10:56 am

Re: saudi life...

by saffuhyderabadi » Thu Apr 21, 2011 11:50 am

shakes wrote:So true brother...
I m in Saudi since 2002.
Right now I am in very good position and planning to start a hardware business in Hyd. Insha Allah for my younger brother. But the starting period of Saudi Life was very tough Just I dont want to share that painful moments ...!!!

faisalraahi wrote:Hi this is faisal
Well i am new to Hyderabad.com as well as to Saudi Arabia. Its been two months i have been to Saudi Arabia. Actually before coming to Saudi i had a very different picture of Saudi Arabia,but the moment i landed at the air port that picture broke down. The way the airport authority people treated us was shocking. They had no respect to the people of India. Anyway past is past is past. I am a certified it proffessional and since two months i have been searching for jobs in IT sector. But to my surprise there is no response from a single online sites where i have posted my resume.i would like to know from the people who are settled in saudi arabia and who are experienced, how to do job hunting in saudi arabia other than online sites. It will be of great help if any one can help me with this....................
saffuhyderabadi
Registered User
 
Posts: 2
Joined: Thu Apr 21, 2011 10:56 am

Re: Life in Saudi Arabia...

by yousuf » Sat Jun 16, 2012 5:46 pm

salam alekum bhai, sab se pahele yeha forum ka thread dekh kar bahot khushi hui. socha apna bhi azhar khayal kardun is silsile mein. main saudi arab ke shaher jubail mein pichle 12 saalun se hun. yahan ki zindagi ko bahot khareeb se dekha hai. har tarha ki zindagi jiya hun. bus yun samajh lijiye tinke se pahad tak ka safar kiya hun. ab asal mudde ki baat jis ka unwan hai " life in saudi arabia".

is mein koi shak nahi ke yahan par paisa bahot hai. ek kachra uthane wala bhi yahan par itna kamata hai ke apne mulk mein koi engineer bhi nahi kamata hoga.
logoan ki zindagi guzar jaati hai apna khud ka makan banane mein, jabke yahan ki kamai se sirf do teen saal mein hi apna makaan ban jaata hai. aur ziyada saal guzar gaye to bhai ki padhai, bahen ki shadi, maa baap ka hajj sab kuch aap khud nibha jao ge.
magar mahenat karna shart hai. aap kahenge mahenat to hum yahan bhi karte hain, magar mere bhai jab aap mere aage ki line padhenge to aap ko pata hoga main kiya kahna chahta hun.

Pichle barah salun mein mainne ek hi cheez dekhi hai aur who yeh ke bhale hi yhan ka ek kachra chunne wala apne ek engineer se bhi ziyada kamata hai. Magar coin ka dusra rukh yeh hai ke yahan ka sab se ziyada kamane wala aadmi india ke ek kachra uthane wale se bhi ziyada pareshaan hai.
Saudi arab ke bare mein mere bhai “kulcha ne jo naqsha kheencha hai taqreeban sahi hai. Laikin ek baat wo batana bhool gaye ke kitne aise expatrieates hain jo yahan par waisi life style guzar rahe hain.

Ek normal employee se lekar ek senior manager ki post tak sabhi yahan par kama rahe hain. Laikin koi bhi yahan khud ke liye nahi kama raha hai. Kisi ko ghar banana hai to kisi ko bahen ki shadi karni hai. Kisi ko chote bhaiyun ka future banana hai to kisi ko apne maa baap ka ilaj karna hai. Itne hi kharchaon mein puri salary khatam hojati. Agar kabhi kuch bach bhi jaye to ghumne phirne, mauj masti karne ke liye waqt kahan hai.
yousuf
Registered User
 
Posts: 2
Joined: Sat Jun 16, 2012 3:15 pm

Re: Life in Saudi Arabia...

by yousuf » Sat Jun 16, 2012 5:50 pm

Aaye aap ko batata hun yahan ki asal life.

Normaly 8 ghante ki duty hoti hai, ziyada paise kamane ke liye koi 2 ghante to koi 4 ghante overtime karta hai. Jis ko overtime nahi milta wo part time mein job karta hai (jo illegal hai. Pakde gaye to jail ya wapas india bhej dete). Kul mila kar har koi 12 ghante job karta hai daily. Room se company tak ka safar 20 se 25 minute hota hai magar alag alag location se aadmi ko uthana hota hai is liye 6 baje ki duty hai to kam se kam 5 baje ghar se tayyar ho kar nikalna padta hai. Yun ane jaane mein 2 ghante guzar jaate. Total 14 ghante.
Ab suniye 5 baje ghar se nikalne ke liye aap ko subah kam se kam 4 baje uthna padta. Kiyun k ek room mein kam se kam 3 se 4 log share karte hain. Ek flat mein 2 room aur sirf ek bath room hota hai jis mein toilet attached hota hai. (apne yahan ke jaisa nahi hammam alag aur toilet alag). Agar aap company ke camp mein hai to aur bhi musibat kyun ke waha bathrooms ek hi jaga hote hain sab ko line lagana padta. Ek to jaldi jaane ke liye aur dosra sardiyun mein garam pani ke liye. Nahi to thande pani se nahana padta. Is tarha Subha ka 1 ghanta add karlo total 15 ghante hogaye (baki 9 ghante bache).
Sham mein duty khatam hote hi bus aap ko le kar nahi nikalti balke sab ke aane ka intezaar karti hai jis mein 15, 20 minute aise hi guzar jaaje hai.
Ek baat to aap logon ko batana hi bhool gaya, bus ke bare mein. Employee ke liye jo bus hoti hai who air conditioined nahi hoti aur yahan ki garmi aur sardi ka kiya kahena garmi mein tempreture 45 se 50 degre to normal hota hai. Aur sardiyun mein 2 se 3 degre normal hota hai. Garmi mein office se ghar jaane tak halat kharab hojati. Jitna aap 12 ghante kaam karke thank jaate hain us se ziada 1 ghante ke bus ke safar mein thakawat ho jati hai.

Sham ko 7 bate jab thake hue ghar aate hain to fresh hone ke liye bhi bathroom ke baher line lagani padti hai. Uske baat agar company aap ko food de rahi hai to theek nahi to aap ko khud hi pakana padta hai. Akele khana banao to mahenga padta hai. Agar 2, 4 friends milkar khana banaye to kam kharcha aata hai. Milkar pakane mein ek benefit yeh bhi hota hai ke aap ko har roz kitchen mein jaane ki zaroorat nahi, har roz kisi ek ki bari hoti hai khana banana ki. Khair khana banana mein 1 ghanta guzar jaata. Khana banate hue hi apne room partners se aur dusre friends se baat cheet hojati hai. Khana khakar kuch der tv dekhe tak raat ke 10 baj jaate. Aur phir sone ka waqt ho jata.
Daily yahi rotine hoti hai. Weekly, Thursday aur Friday holiday hota hai. Koi company sirf Friday ko holiday deti hai to koi Thursday half day aur Friday full day holiday deti hai. Yeh depend karta hai companies par. Laikin jin ki salary kam hoti hai wo holiday mein bhi overtime karke paisa kamate hain.
Jin ko holiday hota hai who ya to film dekh kar ya phir so kar din guzarte hai take pure hafte ki thakan ek hi din mein mita de. Kiyun ke salary ka 80, 90 % hissa ghar bhej dete hain. Apne hath mein sirf itna hi rakhte hain jitna unka mahine ka kharcha hota hai jis mein khane ke alawa room ka rent aur mahine bhar ki dusri zarurat (soap, shampoo ect.).
is se ziyada rakhna chaho to bhi nahi rakh sakte salary milne se pahele hi ghar se phone aajata hai ke jaldi paise bhejo ghar ka rashan khatam hogaya hai. Aur sath mein koi na koi extra kharcha hota hai. Jaise eid, kisi ki bimari, zaati makan ki qist, bhai bahen ki padhai ki fees, ect. (aur bhi kai extra kharche aajate hain jin ko hum soch bhi nahi sakte).
yousuf
Registered User
 
Posts: 2
Joined: Sat Jun 16, 2012 3:15 pm

Re: Life in Saudi Arabia...

by life in dammam » Mon Jun 17, 2013 12:47 pm

Assalamalikum,

im new to this site, and i have got job in dammam , ijust want know howz life in saudi, how its food ,rent ,way of living ,my company is in second industrial area ,how it is long from the city ,what would be the approx monthly expenses including food, rent etc .cost of living ,tranportation etc.
life in dammam
Registered User
 
Posts: 1
Joined: Mon Jun 17, 2013 12:39 pm

Re: Life in Saudi Arabia...

by Pakka Hyderabadi » Wed Apr 09, 2014 8:08 pm

Saudi Arabia very good country to leave and work.

but I always miss Hyderabad.....kyun ki....Hyderabad ki baat poori duniya mein nahin aati bosss.....
Pakka Hyderabadi
Registered User
 
Posts: 174
Joined: Sat May 30, 2009 3:34 pm

Previous                

Return to NRIs

Who is online

Users browsing this forum: No registered users and 6 guests

cron
ADVERTISEMENT
SHOUTBOX!
{{todo.name}}
{{todo.date}}
[
]
{{ todo.summary }}... expand »
{{ todo.text }} « collapse
First  |  Prev  |   1   2  3  {{current_page-1}}  {{current_page}}  {{current_page+1}}  {{last_page-2}}  {{last_page-1}}  {{last_page}}   |  Next  |  Last
{{todos[0].name}}

{{todos[0].text}}

ADVERTISEMENT
This page was tagged for
Hyderabad to Srisailam Ki Jaane Ke Liye bus
India Se Koi Padal Makka Madina Abhi Tak Gaya Hai Kitne Din Mein Gaya Hai
Logan remote ke baare mein Jaana Chahte Hain
Saudi mein kitne log paise
in. hyderabad. koiay. bhi. kam. jaisay. home. hospital. etc
Follow fullhyd.com on
Copyright © 2023 LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. All rights reserved. fullhyd and fullhyderabad are registered trademarks of LRR Technologies (Hyderabad) Pvt Ltd. The textual, graphic, audio and audiovisual material in this site is protected by copyright law. You may not copy, distribute or use this material except as necessary for your personal, non-commercial use. Any trademarks are the properties of their respective owners.